Information
Album Name
Bollywood Movie Anthems
Artist
Various Artists, Neeraj Shridhar
Genre
국외영화
Release Date
2014.01.27
Release Agency
Sony Music
Original

Khwaabon Bina Nigaahein
Meri Jee Rahi Thi
My eyes were living without dreams
Koi Nahi Tha
Yeh Akeli Meri Thi Zindagi
Khaamosh Tha
Hothon Pe Baatein Nahi Thi
Koi Nahi Tha
Yeh Akeli Meri Thi Zindagi
Tum Mile Toh Mil Gaya Yeh Jahaan
Tum Mile Toh Har Pal Hai Naya
Tum Mile Toh Sab Se Hai Faasla
Tum Mile Toh Jaadu Chha Gaya
Tum Mile Toh Jeena Aa Gaya
Tum Mile Toh Maine Paaya Hai Khuda

Palkein Moodein Chhahat
Meri So Rahi Thi
Khushboo Hawaaon Mein Thi
Maine Nahi Mehsoos Ki
Jaane Kahaan Bahaarein
Meri Khil Rahi Thi
Khushboo Hawaaon Mein Thi
Maine Nahi Mehsoos Ki
Tum Mile Toh Mehki Baarishein
Tum Mile Toh Jaagi Khwaahishein
Tum Mile Toh Rangon Ka Hai Silsila
Tum Mile Toh Jaadu Chha Gaya
Tum Mile Toh Jeena Aa Gaya
Tum Mile Toh Maine Paaya Hai Khuda

Tune Duwaayein Suni
Dil Ki Sadaayein Suni
Tujhse Main Maangu Aur Kya
Tujh Bin Adhoora Hoon Main
Tere Sang Poora Hoon Main
Karta Hoon Tera Shukriya
Kaise Kahoon
Kaise Kahoon
Kaise Kahoon Lamhein
Mujhe Chhoo Rahein Hain
Aisa Laga Hai In Mein Tera
Hi Toh Ehsaas Hai
Kaise Kahoon Dil Mein Nayi
Aahatein Hain
Aisa Laga Hai In Mein
Tera Hi Toh Ehsaas Hai
Tum Mile Toh Mera Dil Gaya
Tum Mile Toh Sab Kuchh Mil Gaya
Tum Mile Toh Logon Se Kya Vaasta
Tum Mile Toh Jaadu Chha Gaya
Tum Mile Toh Jeena Aa Gaya
Tum Mile Toh Maine Paaya Hai Khuda

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *